Tanhaiyan – Shreya Ghoshal

hum dum 2005

Tanhaiyan is a rare sad track by Shreya Ghoshal
Hum Dum is a 2005 Bollywood romantic-drama film directed by Kushan Nandy and produced by Kushan Nandy and Kiran Shroff under the banner of Sarvodaya Visuals. It features actors Romit Raj and Anjana Sukhani in the lead roles. Sujeet–Rajesh scored the music for the film.

The soundtrack of the film has been given by Sujeet–Rajesh. Lyrics have been penned by Surendra Mishra and Shaheen Iqbal.

All lyrics are written by Surendra Mishra, Shaheen Iqbal; all music is composed by Sujeet–Rajesh.

Tanhaiyan is a rare sad track By Shreya Ghoshal

Tanhaiyan lyrics
Tanhaiya, tanhaiya
Tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ki ham raah the
ab zindagi kahin aur hai
wo khaab bunne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
najdikiyo ke tukde hue
to hisse me aayi hai duriya, duriya
tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya

wo din jo makhmali the
wo raate jo reshmi thi
khaabo me, khaab the sab
khushiya bhi mausmi thi
wo din jo makhmali the
wo raate jo reshmi thi
khaabo me, khaab the sab
khushiya bhi mausmi thi
mahaul tha kabhi khusnuma
abhi har taraf hai mayusiya, mayusiya
tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya

See also :  Chalte chalte yunhi koi mil gaya - Shreya Ghoshal

jo socha tak nahi tha
wo haasil ho gaya tha
manzar jo tha nazar me
dil usme kho gaya tha
jo socha tak nahi tha
wo haasil ho gaya tha
manzar jo tha nazar me
dil usme kho gaya tha
kal narmiya thi jajbat me
ab dard ki hai chingariya, chingariya
tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya
kal zindagi ki ham raah the
ab zindagi kahin aur hai
wo khaab bunne ke lamhe the
ye dard chunne ka daur hai
najdikiyo ke tukde hue
to hisse me aayi hai duriya, duriya
tanhaiya, tanhaiya
ab humsafar hai tanhaiya

Film : Humdum
Year : 2005
Music : Guldeep Singh, Sunil Sharma, Harish Harji
Audio on : Das Music

5/5 - (1 vote)

Related posts

Leave a Comment